Karvatein badalte rahe saaree raat hum Karvatein badalte rahe saaree raat hum Aap kee qasam, aap kee qasam Karvatein badalte rahe saaree raat hum Aap kee qasam, aap kee qasam Gam naa karo, din judaae ke bahut hain kam Aap kee qasam, aap kee qasam Yaad tum aathe rahe, ik hook see uthati rahee Neend mujh se, neend se main bhaagti-chhupati rahee Raat-bhar bairan nigodi chaandanee chubhti rahee Aag see jalati rahee, girti rahee shabnam Aap kee qasam, aap kee qasam Jheel see aankhon mein ashiq doob ke kho jaaegaa Zulf ke sae mein dil aramaan-bharaa so jaaegaa Tum chale jaao, nahin to kuch naa kuch ho jaaegaa Dagamagaa jaayenge aise haal mein qadam Aap kee qasam, aap kee qasam Ruuth jaaen hum to tum hum ko manaa lenaa, sanam Door hon to paas hum ko tum bulaa lenaa, sanam Kuch gilaa ho to gale hum ko lagaa lenaa, sanam Tut naa jae kabhi ye pyaar kee qasam Aap kee qasam, aap kee qasam Aap kee qasam, aap kee qasam Aap kee qasam, aap kee qasam Aap kee qasam, aap kee qasam