Ek ajnabi hasina se yu mulakat ho gayi Ek ajnabi hasina se yu mulakat ho gayi Phir kya huwa yeh naa puchho, kuchh aisi bat ho gayi Ek ajnabi hasina se yu mulakat ho gayi Woh achanak aa gayi, yun najar ke samane Jaise nikal aya ghata se chand Woh achanak aa gayi, yun najar ke samane Jaise nikal aya ghata se chand Chehare pe julfen, bikhari huyi thi, din me rat ho gayi Ek ajnabi hasina se yu mulakat ho gayi Janeman jaanejigar hota mai shayar agar, kahata ghazal teri aadaon par Janeman jaanejigar hota mai shayar agar, kahata ghazal teri aadaon par Maine yeh kaha toh mujhse kafa woh janehayat ho gayi Ek ajnabi hasina se yu mulakat ho gayi Khubsurat bat yeh char pal kaa sath yeh, sari umar mujhko rahega yad Khubsurat bat yeh char pal kaa sath yeh, sari umar mujhko rahega yad Mai akela tha magar, ban gayi woh humsafar, woh mere sath ho gayi Ek ajnabi hasina se yu mulakat ho gayi.