Kabhi ansu, kabhi khushii bechi Kabhi ansu, kabhi khushii bechi Hum garibon ne bekasi bechi Kabhi ansu, kabhi khushii bechi Chand saansein kareedne ke liye Chand saansein kareedne ke liye Rose thodee see zindagi bechi Rose thodee see zindagi bechi Kabhi ansu, kabhi khushii bechi Jab rulaane lage muje sae Jab rulaane lage muje sae Maine ukta ke roshni bechi Maine ukta ke roshni bechi Kabhi ansu, kabhi khushii bechi Ek hum the ki bik gae khud hee Ek hum the ki bik gae khud hee Varanaa duniyaa ne dosti bechi Varanaa duniyaa ne dosti bechi Kabhi ansu, kabhi khushii bechi Hum garibon ne bekasi bechi